खुशियां और ग़म Khushiyan Aur Gham Lyrics - Anuradha Paudwal, Udit Narayan

खुशियां और ग़म | KHUSHIYAN AUR GHAM LYRICS IN HINDI: The song is recorded by Anuradha Paudwal and Udit Narayan from Hindi film Mann, directed by Indra Kumar. The film stars Aamir Khan, Manisha Koirala, Anil Kapoor, Rani Mukerji, Sharmila Tagore, Dipti Bhatnagar, Anant Mahadevan, Satyendra Kapoor and Neeraj Vora in lead role. The music of "KHUSHIYAN AUR GHAM" song is composed by Darshan Rathod and Sanjeev Rathod, while the lyrics are penned by Sameer.

खुशियां और ग़म Lyrics in Hindi

खुशियां और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
अब तक किसी ने न जाना
ज़िन्दगी क्या कहती है
खुशियां और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
अब तक किसी ने न जाना
ज़िन्दगी क्या कहती है
अपनी कभी तो कभी अजनबी
आंसूं कभी तो कभी है हंसी
दरिया कभ तो कभी तिश्नगी
लगती है ये तो
खुशियां और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
अब तक किसी ने न जाना
ज़िन्दगी क्या कहती है

खामोशियों की धीमी सदा है
ये ज़िन्दगी तो रब की दुआ है
छुके किसी ने इसको देखा कभी न
एहसास की है खुश्बू महकी हवा है
खुशियां और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
अब तक किसी ने न जाना
ज़िन्दगी क्या कहती है
यहाँ आ आ आ
उम् हम्म उम् उम्

भारतलिरिक्स.कॉम

मन से कहो तुम
मन की सुनो तुम
मन मीत कोई
मन का चुनो तुम
कुछ भी कहेगी दुनिया
दुनिया की छोडो
पलकों में सजके झील मिल
सपने बुनो तुम
खुशियां और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
अब तक किसी ने न जाना
ज़िन्दगी क्या कहती है
अपनी कभी तो कभी अजनबी
आंसूं कभी तो कभी है हंसी
दरिया कभी तो कभी तिश्नगी
लगती है ये तो
खुशियां और ग़म सहती है
खुशियां और ग़म सहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
फिर भी ये चुप्प रहती है
अब तक किसी ने न जाना
अब तक किसी ने न जाना
ज़िन्दगी क्या कहती है
ज़िन्दगी क्या कहती है.

Khushiyan Aur Gham Lyrics

Khushiyan aur gham saheti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Khushiyan aur gham saheti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Apni kabhi to kabhi ajnabee
Aansoon kabhi to kabhi hai hansee
Dariya kabh to kabhi tishnagi
Lagti hai ye to
Khushiyan aur gham saheti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai

Khamoshiyon ki dheemi sadaa hai
Ye zindagi to rab ki dua hai
Chu ke kisi ne isko dekha kabhi na
Ehsaas ki hai khushboo meheki hawa hai
Khushiyan aur gham saheti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Ahaa aa aa aa
Umm hmm umm umm

bharatlyrics.com

Mann se kaho tum
Mann ki suno tum
Mann meet koi
Mann ka chuno tum
Kuch bhi kahegi duniya
Duniya ki chodo
Palkon mein sajke jhil mil
Sapnay buno tum
Khushiyan aur gham saheti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Apni kabhi to kabhi ajnabi
Aansoon kabhi to kabhi hai hansee
Dariya kabhi to kabhi tishnagi
Lagti hai ye to
Khushiyan aur gham saheti hai
Khushiyan aur gham saheti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Phir bhi ye chupp rehti hai
Ab tak kisi ne na jaana
Ab tak kisi ne na jaana
Zindagi kya kehti hai
Zindagi kya kehti hai.

Khushiyan Aur Gham Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download