Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai Lyrics - Charanjit Charan

Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai lyrics, the song is sung by Charanjit Charan from Betaabi (1983). The music of Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai Ghazal track is composed by Charanjit Charan while the lyrics are penned by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame
Hasa hasa ke rulaya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame

Chamak raha hai har ek
Khwab yun fizaao mein
Chamak raha hai har ek
Khwab yun fizaao mein
Charag jaise rakha ho
Khuli hawao mein
Charag jaise rakha ho
Khuli hawao mein
Jala jala ke bhujaya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame

bharatlyrics.com

Hui waqt ki ham par inayte aisi
Hui waqt ki ham par inayte aisi
Kisi khandar mein
Purani imarate jaise
Kisi khandar mein
Purani imarate jaise
Bana bana ke mitaya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame

Yun hi bhtakte rahe
Koi silsila na mila
Yun hi bhtakte rahe
Koi silsila na mila
Nazar ke samne manzil
Thi rasta na mila
Nazar ke samne manzil
Thi rasta na mila
Chala chala ke thakaya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame
Hasa hasa ke rulaya
Hai zindagi ne hame
Kuchh is tarah se sataya
Hai zindagi ne hame
Zindagi ne hame zindagi ne hame
Zindagi ne hame.

Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai is from the Betaabi (1983).

The song Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai was sung by Charanjit Charan.

The music for Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai was composed by Charanjit Charan.

The lyrics for Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai were written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

The music director for Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai is Charanjit Charan.

The song Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Kuchh Is Tarah Se Sataya Hai is Ghazal.