Aa Ja Ke Intezar Mein Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Aa Ja Ke Intezar Mein lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Halaku (1956). Aa Ja Ke Intezar Mein Sad soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Shailendra (Shankardas Kesarilal).

Aaja ke intjar me
Jane ko hai bahar bhee
Tere bagair jindagee
Tere bagair jindagee
Dard banke rehe gayee
Aaja ke intjar me
Jane ko hai bahar bhee

Arman liye baite hai ham
Sine me hai teraa hee gam
Arman liye baite hai ham
Sine me hai teraa hee gam
Tere dil se pyar kee
Woh tadap kidhar gayee
Aaja ke intjar me
Jane ko hai bahar bhee
Tere bagair jindagee
Dard banke rehe gayee
Aaja ke intjar me
Jane ko hai bahar bhee

bharatlyrics.com

Dil kee sada pe aey sanam
Badte gaye mere kadam
Dil kee sada pe aey sanam
Badte gaye mere kadam
Abb tho chahe jo bhee ho
Dil tujhe mai de chukee
Aaja ke intjar me
Jane ko hai bahar bhee
Tere bagair jindagee
Tere bagair jindagee
Dard banke rehe gayee
Aaja ke intjar me
Jane ko hai bahar bhee.

Aa Ja Ke Intezar Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download