Aankh Mein Aansoo Hai lyrics, the song is sung by Mohammed Aslam from Rupye Ki Kahani (1948). The music of Aankh Mein Aansoo Hai Sad track is composed by Mohammed Aslam while the lyrics are penned by Pandit Phani.
English
Aankh mein aansoo hai dil bhi
Dard se khali nahi
Aankh mein aansoo hai dil bhi
Dard se khali nahi
Hogi auro ke liye
Ye apni diwali nahi
Hogi auro ke liye
Ye apni diwali nahi
bharatlyrics.com
Tum jalate ho diye
Jalte yaha hai dil ke daag
O tum jalate ho diye
Jalte yaha hai dil ke daag
Zindagi apni hai kata
Phool ki dali nahi
Zindagi apni hai kata
Phool ki dali nahi
Mana lo duniya walo
Mana lo duniya walo
Apni ye diwali nahi
Hogi auro ke liye
Ye apni diwali nahi
Hogi auro ke liye
Ye apni diwali nahi.
Aankh Mein Aansoo Hai Lyrics PDF Download
Print PDF PDF DownloadFAQs
The song Aankh Mein Aansoo Hai is from the Rupye Ki Kahani (1948).
The song Aankh Mein Aansoo Hai was sung by Mohammed Aslam.
The music for Aankh Mein Aansoo Hai was composed by Mohammed Aslam.
The lyrics for Aankh Mein Aansoo Hai were written by Pandit Phani.
The music director for Aankh Mein Aansoo Hai is Mohammed Aslam.
The genre of the song Aankh Mein Aansoo Hai is Sad.