Aankhon Mein Basa Ke Lyrics - Maya Banerjee

Aankhon Mein Basa Ke lyrics, the song is sung by Maya Banerjee from Laxmi (1940). The music of Aankhon Mein Basa Ke Playful track is composed by Timir Baran while the lyrics are penned by Mohan Singh.

Aankhon mein basa ke
Baalam ko main
Aaj bani matwaali
Aankhon mein basa ke
Baalam ko main
Aaj bani matwaali
Man ki nagariya mein sakhi
Dekh aayi aaj deewaani
Man ki nagariya mein sakhi
Dekh aayi aaj deewaani
Aankhon mein basa ke
Baalam ko main
Aaj bani matwaali
Aankhon mein basa ke
Baalam ko main
Aaj bani matwaali

bharatlyrics.com

Jiske piya pardes base
Bhejoon likh likh paati
Jiske piya pardes base
Bhejoon likh likh paati
More piya nis din kaise kaaten
More piya nis din kaise kaaten
More preet ki reet niraali
Isiliye matwaali
More preet ki reet niraali
Isiliye matwaali
Aankhon mein basa ke
Baalam ko main
Aaj bani matwaali
Aankhon mein basa ke
Baalam ko main
Aaj bani matwaali.

Aankhon Mein Basa Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aankhon Mein Basa Ke is from the Laxmi (1940).

The song Aankhon Mein Basa Ke was sung by Maya Banerjee.

The music for Aankhon Mein Basa Ke was composed by Timir Baran.

The lyrics for Aankhon Mein Basa Ke were written by Mohan Singh.

The music director for Aankhon Mein Basa Ke is Timir Baran.

The song Aankhon Mein Basa Ke was released under the Saregama.

The genre of the song Aankhon Mein Basa Ke is Playful.