Aankon Se Maine Pee Hai Lyrics - Lata Mangeshkar

Aankon Se Maine Pee Hai lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Flat No. 9 (1961). Aankon Se Maine Pee Hai Romantic soundtrack was composed by Usha Khanna with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Aankhon se maine pee hai
Thhodi si yun hi pee hai
Daakaa to nahin dala
Chori to nahin ki
Chori to nahin ki
Aankhon se maine pee hai
Thhodi si yun hi pee hai
Daka to nahin dala
Chori to nahin ki
Chori to nahin ki
Aankhon se maine pee hai

bharatlyrics.com

Kadam kyun dagmagaate hain
Jhuki chitwan kyun hai
Kadam kyun dagmagaate hain
Jhuki chitwan kyun hai
Zamaane main nashe mein hun
Tujhe uljhan kyun hai
Nazar ko milaya
Nasha jo mujhe aaya
Nazar ko milaya
Nasha jo mujhe aaya
To is mein kharaabi kis ki hai
Aankhon se maine pee hai
Thodi si yun hi pee hai
Daakaa to nahin dala
Chori to nahin ki
Chori to nahin ki
Aankhon se maine pee hai

Niraale peene waale hum
Nirala dil apna
Niraale peene waale hum
Nirala dil apna
Nigaahen jab mili hum ne
Uchhaalaa dil apna
Jo dil hi mein bane
Nazar se jo chhane
Jo dil hi mein bane
Nazar se jo chhane
Wo hardam kahaan milti hai
Ankhon se maine pee hai
Thhodi si yun hi pee hai
Daka to nahin dala
Chori to nahin ki
Chori to nahin ki
Aankhon se maine pee hai.

Aankon Se Maine Pee Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aankon Se Maine Pee Hai is from the Flat No. 9 (1961).

The song Aankon Se Maine Pee Hai was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Aankon Se Maine Pee Hai was composed by Usha Khanna.

The lyrics for Aankon Se Maine Pee Hai were written by Majrooh Sultanpuri.

The music director for Aankon Se Maine Pee Hai is Usha Khanna.

The song Aankon Se Maine Pee Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Aankon Se Maine Pee Hai is Romantic.