Aansu Thi Meri Lyrics - Amirbai Karnataki, Mohammed Rafi

Aansu Thi Meri lyrics, the song is sung by Amirbai Karnataki, Mohammed Rafi from Bikhare Moti (1951). The music of Aansu Thi Meri Sad track is composed by Ghulam Mohammad while the lyrics are penned by Akhtar ul Iman.

Aansu thi meri zindagi
Aankho ne jo baha diya
Roti hai mujhpe bekasi
Hasarato ne mita diya
Hasarato ne mita diya

Milake bichhad gaye ho tum
Banke bigad gaye hai hum
Banke bigad gaye hai hum
Apni khushi ke waste
Tumne hume mita diya
Tumne hume mita diya

Sunke koi karega kya
Tute dilo ka majara
Tute dilo ka majara
Roya hai phut phut kar
Humne jise suna diya
Humne jise suna diya

Wo jo tumhara pyar tha
Maut ki neend so gaya
Maut ki neend so gaya
Ab use dhundhate ho kya
Khak mein jab mila diya
Khak mein jab mila diya

bharatlyrics.com

Meri khushi bhi chhin li
Haske mujhe rula diya
Haske mujhe rula diya
Tum to mera nasib the
Tumne mujhe yeh kya diya
Tumne mujhe yeh kya diya.

Aansu Thi Meri Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aansu Thi Meri is from the Bikhare Moti (1951).

The song Aansu Thi Meri was sung by Amirbai Karnataki and Mohammed Rafi.

The music for Aansu Thi Meri was composed by Ghulam Mohammad.

The lyrics for Aansu Thi Meri were written by Akhtar ul Iman.

The music director for Aansu Thi Meri is Ghulam Mohammad.

The song Aansu Thi Meri was released under the Saregama.

The genre of the song Aansu Thi Meri is Sad.