Aap Ki Baaten Kare Ya lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Dil Ki Rahen (1973). Aap Ki Baaten Kare Ya Romantic soundtrack was composed by Madan Mohan Kohli with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Aapki baaten kare
Aapki baho mein aakar
Khil uthi hai zindagi
Aapki baho mein aakar
Khil uthi hai zindagi
In baharo ko bala hum
Kiska najrana kahe
In baharo ko bala hum
Kiska najrana kahe
Aapki baaten kare
bharatlyrics.com
Raaz e ulfat zindagi bhar
Raaz rehna chahiye
Raaz e ulfat zindagi bhar
Raaz rehna chahiye
Aankho hi aankho yeh mein
Khamosh afsana kahe
Aankho hi aankho yeh mein
Khamosh afsana kahe
Aapki baaten kare ya
Apna afsana kahe
Hosh mein dono nahi hai
Kisko deewana kahe
Aapki baaten kare.