Aashiyaane Ki Baat lyrics, the song is sung by Alap Desai from Pehchaan (2015). The music of Aashiyaane Ki Baat Ghazal track is composed by Ashit Desai while the lyrics are penned by Dushyant Kumar Tyaagi.
Aashiyaane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
Haadsaa thaa guzar gaya yaaro
Haadsaa thaa guzar gaya yaaro
Kiske jaane ki baat kartey ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
Humko apni khabar nahi yaaro
Humko apni khabar nahi yaaro
Tum zamane ki baat kartey ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki baat karte ho
bharatlyrics.com
Saari duniya ke ranjo gham dekar
Saari duniya ke ranjo gham dekar
Muskurane ki baat kartey ho
Dil jalane ki baat karte ho
Aashiyaane ki aashiyaane ki
Aashiyaane ki..