Aaye Sajanva Nache Ye Lyrics - Suman Kalyanpur

Aaye Sajanva Nache Ye lyrics, the song is sung by Suman Kalyanpur from Watan Se Door (1968). The music of Aaye Sajanva Nache Ye Dance track is composed by Lala Asar Sattar while the lyrics are penned by Farooq Qaiser.

Aaye sajanva
Aaye sajanva nache ye manwa
Dur khadi sarmau re
Pankh lage ud jau
Aaye sajanva nache ye manwa
Dur khadi sarmau re
Pankh lage ud jau

Pyar ke din hai rut hai milan ki
Pal pal sataye mohe yad sajan ki
Pyar ke din hai rut hai milan ki
Pal pal sataye mohe yad sajan ki
Fuk na dale tan ko aag ye man ki
Soch ke haye ghabrau re
Pankh lage ud jau
Aaye sajanva nache ye manwa
Dur khadi sharmau re
Pankh lage ud jau

bharatlyrics.com

Dur kahi jo baje bansuriya
Mai to ye janu aaye more sawariya
Dur kahi jo baje bansuriya
Mai to ye janu aaye more sawariya
Man ko sambhalo kabhi roku najariya
Pag pag pe lahrau re
Pankh lage ud jau
Aaye sajanva nache ye manwa
Dur khadi sharmau re
Pankh lage ud jau
Aaye sajanva nache ye manwa
Dur khadi sharmau re
Pankh lage ud jau.

Aaye Sajanva Nache Ye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Aaye Sajanva Nache Ye is from the Watan Se Door (1968).

The song Aaye Sajanva Nache Ye was sung by Suman Kalyanpur.

The music for Aaye Sajanva Nache Ye was composed by Lala Asar Sattar.

The lyrics for Aaye Sajanva Nache Ye were written by Farooq Qaiser.

The music director for Aaye Sajanva Nache Ye is Lala Asar Sattar.

The song Aaye Sajanva Nache Ye was released under the Saregama.

The genre of the song Aaye Sajanva Nache Ye is Dance.