Ae Mere Deewane Dil Lyrics - Asha Bhosle

Ae Mere Deewane Dil lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Baghavat (1982). The music of Ae Mere Deewane Dil Sad track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Aaj mohabbat degi imtihan bhi
Dil hi nahi hum de sakte hai jaan bhi
Ae mere deewane dil
Ae mere deewane dil
Kurban tere ho jaaungi
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Nachungi main gaaungi
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Nachungi main gaaungi

bharatlyrics.com

Mere saath hue hai dhoke
Mere saath hue hai dhoke
Aaj na koi mujhko roke
Aansu mere kaam na aaye
Aansu mere kaam na aaye
Dekh liya maine ro ro ke
Aaj kaleja cheer ke apna
Apne kadam bichhaungi
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Nachungi main gaaungi
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Nachungi main gaaungi

Kismat mere saath nahi hai
Mere bas ki baat nahi hai
Kitni bhi kamjor sahi par
Bujdil aurat jat nahi hai
Kitni bhi kamjor sahi par
Bujdil aurat jat nahi hai
Ek akeli aaj main sari
Duniya se takraungi
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Nachungi main gaaungi
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Jab tak ghunghru tut na jaaye
Tut na jaaye.

Ae Mere Deewane Dil Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ae Mere Deewane Dil is from the Baghavat (1982).

The song Ae Mere Deewane Dil was sung by Asha Bhosle.

The lyrics for Ae Mere Deewane Dil were written by Anand Bakshi.

The song Ae Mere Deewane Dil was released under the EMI Music.

The genre of the song Ae Mere Deewane Dil is Sad.