LYRICS OF AKELA: The song is recorded by Vishal Mishra from album Pagalpan. "Akela" is a Playful song, composed by Vishal Mishra, with lyrics written by Kaushal Kishore and Vishal Mishra.
Akela Lyrics
Itne dilo mein ghar toh hai mera
Phir kyun hai tanhaayi?
Maanga na jo bhi paaya hai woh bhi
Shohrat kyun gham laayi?
Aankhein sabse chhupa ke
Hoon muskurata sach toh yahi hai
Aise sab saath mere
Par saath mere koi nahi
bharatlyrics.com
Mila kya?
Dekho na main akela main akela
Mila kya?
Dekho na main akela main akela
Ooh-ooh ooh-ooh
Ooh ooh-ooh ooh ooh
Main akela kitna akela
Tha mujhe mila koi
Ik roz phir ho gaya juda
Dard uske jaane ka
Inn aankhon mein reh gaya chhupa
Rishte banaaye dil se nibhaaye
Phir kyun saza paayi?
Anjaan lagti jaane mujhe kyun
Meri hi parchhaayi
Mila kya?
Dekho na main akela main akela
Mila kya?
Dekho na main akela main akela
Kaise bataun main?
Keh bhi na paaun main akela kyun hoon?
Kitna chhupaaun main?
Kitna hi gaaun main akela kyun hoon?
Main ise sunaun usе bataun
Bikhar ke rou ya bhool jaaun?
Main akela rahunga main akela rahunga
Ki mеri duaon ka yeh sila hai
Meri lakeeron mein kyun likha hai?
Main akela rahunga main kyun
Mila kya?
Dekho na main akela
