Aye Mast Hawa lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Tumhari Kassam (1978). The music of Aye Mast Hawa Sad track is composed by Rajesh Roshan while the lyrics are penned by Anand Bakshi.
Ae mast hawa ye to batala
Kis waqt kya baat hui
Mai kya janu mai kya samjhu
Kab din dhuba kab raat hui
bharatlyrics.com
Ae mast hawa ye to batala
Bedard jamane mel dil me
Ye dard na chod de ya hota
Us juth bujane wale ye deepak
Bhi todh diya hota
Jina mushkil marna muskil
Vo baat humare sath hai
Ae mast hawa ye to batala
Malum nahi tab ruth badali
Kab phul khile kab murjaye
Sine me jab jab aag lage maine
Samja badal chaye
Mai kush aanshu barse to
Hum jana barsat hui
Ae mast hawa ye to batala
Kis waqt kya baat hui
Mai kya janu mai kya samjhu
Kab din dhuba kab raat hui
Ae mast hawa ye to batala.