BAADAL LYRICS: The song is sung by Mad Trip under Mad Trip label. BAADAL song was composed by Kio, with lyrics written by Mad Trip.
Baadal Lyrics
Har jagah hai baadal baadal
Main hoon nashe mein choor
Main rakhta usko paagal paagal
Par wohi to main hoon
Har jagah hai baadal baadal
Main hoon nashe mein choor
Main rakhta usko paagal paagal
Par wohi to main hoon
Saare gaama paani sa sur bahta sur sur paani sa
Aansur tu bhi chhed de main gayak ban tu gaayika
O mem saahiba aashirvaad lo maai ka
Intazaar mein sasuraal tu chhod ke aaja maai ka
Har jagah hai baadal baadal
Main hoon nashe mein choor
Main rakhta usko paagal paagal
Par wohi to main hoon
Har jagah hai baadal baadal
Main hoon nashe mein choor
Main rakhta usko paagal paagal
Par wohi to main hoon
Tu disha de main musaafir hoon
Fass chuka mein 10 disha mein kyun
Hal dikha is durdasha ka tu
Kaaran hai na is nasha ka tu
Saza mein kyun waja hai tu
Kya meri khata bata de tu
Khuda kare aisa bhi ho
Ke wafa tu kar saza mein du
bharatlyrics.com
Haa ram pa pa pam pam
Bhole baba kasht karo
Kam ya kar do nasht humko
Lagta hoon main awaara
Lagta hoon main naakara
Aur lagta sabko poore din
Karta hoon main bas thook thook
Poori colony bhi kar di mujh pe thook thook
Lagta hai nashedi sabko
Tere hi nashe mein hai jo dhut dhut
Kyun har jagah hai baadal baadal
Ch^d gaye guru
Haha haha beh^nch^d
Har jagah hai baadal baadal
Main hoon nashe mein choor
Main rakhta usko paagal paagal
Par wohi to main hoon
Har jagah hai baadal baadal
Main hoon nashe mein choor
Main rakhta usko paagal paagal
Par wohi to main hoon
