Bagon Mein Lagian Ambiyan Lyrics - Asha Bhosle

Bagon Mein Lagian Ambiyan lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Aasmaan (1984). Bagon Mein Lagian Ambiyan Romantic soundtrack was composed by Anu Malik with lyrics written by Anand Bakshi.

Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayi lambiya
Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayi lambiya

Ek ye tufan aur ek
Wo tufan aj to fas gaye
Badal barse badal ke dar se
Thar thar badan mera kampe
Simat gayi main
Badal barse badal ke dar se
Thar thar badan mera kampe
Simat gayi main
Ho meri toba jane kya hoga
Dod ke ayi tujhe lipat gayi mai
Haye barsata ho gayia lambiya
Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayia lambiya

bharatlyrics.com

Dekho main ja raha
Hu tum chalti ho ke nahi
Are jao jao jake dikhao
Jane na dengi tumko kali ghataye
Jao jao jake dikhao jane na
Dengi tumko kali ghataye
Ha jam ke barso kali ghatao
Sari umar dungi tumko duwawa
Ho aj mulakata ho gayiya lambiya
Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayia lambiya

Bagon mein lagian ambiyan
Bata ho gayiya lambiya
Ke din hogaye chote chote
Te rata ho gayia lambiya.

Bagon Mein Lagian Ambiyan Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Bagon Mein Lagian Ambiyan is from the Aasmaan (1984).

The song Bagon Mein Lagian Ambiyan was sung by Asha Bhosle.

The music for Bagon Mein Lagian Ambiyan was composed by Anu Malik.

The lyrics for Bagon Mein Lagian Ambiyan were written by Anand Bakshi.

The music director for Bagon Mein Lagian Ambiyan is Anu Malik.

The song Bagon Mein Lagian Ambiyan was released under the Music India Limited.

The genre of the song Bagon Mein Lagian Ambiyan is Romantic.