Ban Gayi Prem Deewani lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Chor (1950). The music of Ban Gayi Prem Deewani Romantic track is composed by Govind Ram while the lyrics are penned by Ram Murti Chaturvedi.
Ban gayi prem deewani
Ban gayi prem deewani
Ban gayi prem deewani
Main to ban gayi prem deewani
Ghunghat pat se jhak jhak
More naina kahe kahani
Ghunghat pat se jhak jhak
More naina kahe kahani
Ban gayi prem deewani
Bin kangan mohe bande o sajan
Bin kangan mohe bande o sajan
Bin sindur ban gayi suhagan
Bin suhag ke rain sajau
Bin suhag ke rain sajau
Sej piya ke main manmani
Sej piya ke main manmani
Ban gayi prem deewani
Ban gayi prem deewani
Ban gayi prem deewani
Main to ban gayi prem deewani
bharatlyrics.com
Janam janam ki preet hamari
Un sang lagi sab kuch hari
Janam janam ki preet hamari
Un sang lagi sab kuch hari
Janam janam ki preet hamari
Un sang lagi sab kuch hari
Main meera wo sham hamare
Main meera wo sham hamare
Unki main maharani
Unki main maharani
Ban gayi prem deewani
Ban gayi prem deewani
Ban gayi prem deewani
Main to ban gayi prem deewani.