Basre Ki Hur Dekho Aayi lyrics, the song is sung by Asha Bhosle from Alibaba Marjinaa (1977). The music of Basre Ki Hur Dekho Aayi Dance track is composed by Usha Khanna while the lyrics are penned by Kulwant Jani.
Basre ki hur dekho aayi
Katil ha ijiski angdayi
Dil ka nagina sath layi
Dilwalo dil ko sambhalo
bharatlyrics.com
Basre ki hur dekho aayi
Katil hai jiski angdayi
Dil ka nagina sath layi
Dilwalo dil ko sambhalo
Ankh mujhe milegi to
Nind teri udegi
Ke rang pe hai meri jawani
Tinke ki tarah tujhe
Aaj ye bahayegi
Mauj pe hai dariya ka pani
Ankh mujhe milegi to
Nind teri udegi
Ke rang pe hai meri jawani
Tinke ki tarah tujhe
Aaj ye bahayegi
Mauj pe hai dariya ka pani
Basre ki hur dekho aayi
Katil hai jiski angdayi
Dil ka nagina sath layi
Dilwalo dil ko sambhalo
Tere liye aayi hu mai
Sath mere layi hu mai
Husn jawani ka khajana
Aankhe char karungi mai
Aisa waar karungi mai
Khali nahi jayega nishana
Tere liye aayi hu mai
Sath mere layi hu mai
Husn jawani ka khajana
Aankhe char karungi mai
Aisa waar karungi mai
Khali nahi jayega nishana
Basre ki hur dekho aayi
Katil hai jiski angdayi
Dil ka nagina sath layi
Dilwalo dil ko sambhalo
Phul jaisi lagti hu
Teer jaisi chubhti hu
Aisi hu mai kafir hasina
Lut ta hai kisko
Lut ti hu usi ko mai
Naam bhi mera marjina
Phul jaisi lagti hu
Teer jaisi chubti hu
Aisi hu mai kafir hasina
Lut ta hai kisko
Lut ti hu mai usko
Naam bhi mera marjina.