Bhole Nath Se Nirala Lyrics - Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt)

Bhole Nath Se Nirala lyrics, the song is sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt) from Har Har Mahadev (1950). The music of Bhole Nath Se Nirala Devotion track is composed by Avinash Vyas while the lyrics are penned by Saraswati Kumar Deepak.

Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Aaisa bigdi bananewala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi

Unka damru dam dam bole
Agman gam ke bhed khole
Unka damru dam dam bole
Agman gam ke bhed khole
Aaisa bhakton ka rakhwala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi

Kaya jab jab karwat badle
Kaap chamakte agle pichhle
Kaya jab jab karwat badle
Kaap chamakte agle pichhle
Aaisa jog jaganewala
Koi  aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi

bharatlyrics.com

Tumne jag ka kasht mitaya
Mujhko swami kyon bisraya
Tumne jag ka kasht mitaya
Mujhko swami kyon bisraya
Ab toh mujhe bachanewala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi
Bhole nath se nirala
Gauri nath se nirala
Koi aur nahi.

Bhole Nath Se Nirala Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Bhole Nath Se Nirala is from the Har Har Mahadev (1950).

The song Bhole Nath Se Nirala was sung by Geeta Ghosh Roy Chowdhuri (Geeta Dutt).

The music for Bhole Nath Se Nirala was composed by Avinash Vyas.

The lyrics for Bhole Nath Se Nirala were written by Saraswati Kumar Deepak.

The music director for Bhole Nath Se Nirala is Avinash Vyas.

The song Bhole Nath Se Nirala was released under the Saregama.

The genre of the song Bhole Nath Se Nirala is Devotional.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *