Chali Ja Chhod Ke Lyrics - Lata Mangeshkar

Chali Ja Chhod Ke lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Hum Log (1951). Chali Ja Chhod Ke soundtrack was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan) with lyrics written by Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil.

Chali ja chali ja chali
Ja chhod ke duniya
Ghamon ki duniya
Aaho ki duniya

Chali ja chali ja chali
Ja chhod ke duniya
Ghamon ki duniya
Aaho ki duniya
Chali ja chali ja chali ja

Yaha koyi nahi apna na
Ghar apna na dar apna
Yaha koyi nahi apna na
Ghar apna na dar apna

Dilasa bhi bahana hai
Satane ka rulane ka
Chali ja chali ja chali
Ja chhod ke duniya
Ghamon ki duniya
Aaho ki duniya
Chali ja chali ja chali ja

Sitam jhele uthaye gham
Rahe aankhe sada puranam
Sitam jhele uthaye gham
Rahe aankhe sada puranam

Gila kisase kahen ja kar
Mukaddar ka jamane ka
Chali ja chali ja chali
Ja chhod ke duniya
Ghamon ki duniya
Aaho ki duniya
Chali ja chali ja chali ja

bharatlyrics.com

Jiye toh ghut ke mar jaye
Mare toh hum kidhar jaye
Jiye toh ghut ke mar jaye
Mare toh hum kidhar jaye

Mila achchha sila humako
Teri duniya main aane ka
Chali ja chali ja chali
Ja chhod ke duniya
Ghamon ki duniya
Aahon ki duniya
Chali ja chali ja chali ja.

Chali Ja Chhod Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Chali Ja Chhod Ke is from the Hum Log (1951).

The song Chali Ja Chhod Ke was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Chali Ja Chhod Ke was composed by Roshanlal Nagrath (Roshan).

The lyrics for Chali Ja Chhod Ke were written by Uddhav Kumar, Vishwamitra Adil.

The music director for Chali Ja Chhod Ke is Roshanlal Nagrath (Roshan).

The song Chali Ja Chhod Ke was released under the Saregama.