Chand Mein Dekhu Lyrics - Madhubala Zaveri

Chand Mein Dekhu lyrics, the song is sung by Madhubala Zaveri from Maano Na Maano (1955). Chand Mein Dekhu Happy soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda
Naino mein neel gagan dole
Naino mein neel gagan dole
Ho hoke magan mera man dole
Hoye  mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda

bharatlyrics.com

Baitha hua hai jogi koi dhul ramaye
Pahunchi hai pujaran waha
Dukh apna chhupaye
Aankhon mein aarti ki ek jyot jagaye
Ek jyot jagaye
Ho dekh tumhe mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda

Sadhu hai koi ya koi mandir ka pujari
Aaya kisi ke dawar pe banke jo gujari
Lage nahi nirash hai kis soch mein nari
Kis soch mein nari
Ho dekh ke yeh mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda
Naino mein neel gagan dole
Naino mein neel gagan dole
Ho hoke magan mera man dole
Hoye mera tan dole
Chand mein dekhu apna mukhda
Chand mein dekhu apna mukhda.

Chand Mein Dekhu Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Chand Mein Dekhu is from the Maano Na Maano (1955).

The song Chand Mein Dekhu was sung by Madhubala Zaveri.

The music for Chand Mein Dekhu was composed by Hansraj Behl.

The lyrics for Chand Mein Dekhu were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The music director for Chand Mein Dekhu is Hansraj Behl.

The song Chand Mein Dekhu was released under the Saregama.

The genre of the song Chand Mein Dekhu is Happy.