Chandni Chand Se Hoti Hai Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Chandni Chand Se Hoti Hai lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Aaj Ka Mahaatma (1976). The music of Chandni Chand Se Hoti Hai Love track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Majrooh Sultanpuri.

Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi

Phir to bulbul se milo
Aaj baharo se nahi
Ye najar tumse hai
Abaj najaro se nahi
Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi

Maine tumko nahi samjha
Tha khatakar hu mai
Maine tumko nahi samjha
Tha khatakar hu mai
Jo saja chaho mujhe
Dedo gunahgar hu mai
Ab to janjiro se bandho
Mujhe haro se nahi
Badla lete hai magar
Apne hi pyaro se nahi
Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi

Paas bhi tum ho aur
Aankho me nasha
Chamke bhi
Paas bhi tum ho aur
Aankho me nasha
Chamke bhi
Ho to sakti hai galat
Bat koi hamse bhi
Sokhiyo kijiye par
Pyar ki maro se nahi
Lab na khul paye to
Kah dungi isaro se nahi
Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi

bharatlyrics.com

Dub kar hamko in
Aankho me aaj rah jane do
Dub kar hamko in
Aankho me aaj rah jane do
Aaj baho ki in lahro
Me bah jane do
Aaj kabu me hum
Ayenge hazaro se nahi
Apna tufan se riasta
Hai kinaro sa nahi
Chandani chand se
Hoti hai sitaro se nahi
Pyar bhi ek se hota
Hai hazaro se nahi.

Chandni Chand Se Hoti Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download