Chandni Raat Mein Lyrics - Mohammed Rafi

Chandni Raat Mein lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Ek Shriman Ek Shrimati (1969). The music of Chandni Raat Mein Romantic track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Chandani raat me yu dil ko
Jala ke to na ja
Chandani raat me yu dil ko
Jala ke to na ja
Mere soye hue arma jaga ke to na ja
Chandani raat me yu dil ko
Jala ke to na ja
Mere soye hue arma jaga ke to na ja
Chandani raat me

Ye khamoshi ye tanhayi
Kisi bhi kam na aayi
Ye khamoshi ye tanhayi
Kisi bhi kam na aayi
Suni kuch baat na meri
Na apni baat samjhayi
Na apni baat samjhayi
Chandani raat me yu dil ko
Jala ke to na ja
Mere soye hue arma jaga ke to na ja
Chandani raat me

bharatlyrics.com

Jara si raat badne de
Jara sa chand ghatne de
Jara si raat badne de
Jara sa chand ghatne de
Abhi jo hath hai dil par
Use dambhar to hatne de
Use dambhar to hatne de
Chandani raat me yu dil ko
Jala ke to na ja
Mere soye hue arma jaga ke to na ja
Chandani raat me

Tera aakar chale jana
Hume kar dega deewana
Tera aakar chale jana
Hume kar dega deewana
Khudara yu to na fodo
Labo tak lake paimana
Labo tak lake paimana
Chandani raat me yu dil ko
Jala ke to na ja
Mere soye hue arma jaga ke to na ja
Chandani raat me.

Chandni Raat Mein Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Chandni Raat Mein is from the Ek Shriman Ek Shrimati (1969).

The song Chandni Raat Mein was sung by Mohammed Rafi.

The music for Chandni Raat Mein was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The lyrics for Chandni Raat Mein were written by Rajendra Krishan.

The music director for Chandni Raat Mein is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The song Chandni Raat Mein was released under the Saregama.

The genre of the song Chandni Raat Mein is Romantic.