Chup Tum Raho Lyrics - Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra), M. M. Keeravani

Chup Tum Raho lyrics, the song is sung by Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra), M. M. Keeravani from Is Raat Ki Subah Nahin (1996). Chup Tum Raho Romantic soundtrack was composed by M. M. Keeravani with lyrics written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Khamoshi ko khamoshi se
Zindagi ko zindagi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Khamoshi ko khamoshi se
Zindagi ko zindagi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho

bharatlyrics.com

Aankho mein kho jaye aankhe
Bole hath se hath
Aankho mein kho jaye aankhe
Bole hath se hath
Baahon mein chhupkar
Sanso se jaise dole rat
Ungaliyo ko ungaliyo se
Husano ko shokhiyo se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Khamoshi ko khamoshi se
Zindagi ko zindagi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho

Hotho par hotho se likhe
Bin shabdo ke git
Hotho par hotho se likhe
Bin shabdo ke geet
Dharati se ambar tak
Gunje jismo ka sangeet
Bekhudi ko bekhudi se
Aashiqi ko aashiqi se baat karne do
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe
Chup tum raho chup hum rahe.

Chup Tum Raho Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Chup Tum Raho is from the Is Raat Ki Subah Nahin (1996).

The song Chup Tum Raho was sung by Krishnan Nair Shantakumari Chitra (K.S. Chitra) and M. M. Keeravani.

The music for Chup Tum Raho was composed by M. M. Keeravani.

The lyrics for Chup Tum Raho were written by Muqtida Hasan Nida Fazli.

The music director for Chup Tum Raho is M. M. Keeravani.

The song Chup Tum Raho was released under the Saregama.

The genre of the song Chup Tum Raho is Romantic.