Darde Dil Tham Ja Zara Lyrics - Lata Mangeshkar

Darde Dil Tham Ja Zara lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Khiladi (1950). Darde Dil Tham Ja Zara Sad soundtrack was composed by Hansraj Behl with lyrics written by Nakhshab Jarchavi.

Darde dil tham ja zara
Darde dil tham ja zara
Aasu bahane de mujhe
Aaj is tufane gham mein
Doob jane de mujhe
Darde dil tham ja zara

bharatlyrics.com

Meri ummeedo ki duniya
Lut li taqdeer ne
Lut li taqdeer ne
Meri ummeedo ki duniya
Lut li taqdeer ne
Lut li taqdeer ne
Dasta ujade hue dil ki
Sunane de mujhe
Darde dil tham ja zara

Aye mohabbat kyu rahe
Barbad aye gham ki yaad gar
Barbad aye gham ki yaad gar
Aye mohabbat kyu rahe
Barbad aye gham ki yaad gar
Barbad aye gham ki yaad gar
Dil mita to din ki
Duniya bhi mitane de mujhe
Darde dil tham ja zara

Gham ke tufa mein koi
Ummeed kyu baki rahe
Ummeed kyu baki rahe
Gham ke tufa mein koi
Ummeed kyu baki rahe
Ummeed kyu baki rahe
Har tamanna sath lekar
Doob jane de mujhe
Darde dil tham ja zara
Aasu bahane de mujhe
Darde dil tham ja zara.

Darde Dil Tham Ja Zara Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Darde Dil Tham Ja Zara is from the Khiladi (1950).

The song Darde Dil Tham Ja Zara was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Darde Dil Tham Ja Zara was composed by Hansraj Behl.

The lyrics for Darde Dil Tham Ja Zara were written by Nakhshab Jarchavi.

The music director for Darde Dil Tham Ja Zara is Hansraj Behl.

The song Darde Dil Tham Ja Zara was released under the Saregama.

The genre of the song Darde Dil Tham Ja Zara is Sad.