Dekhna Kaise Dara Diya Lyrics - Asha Bhosle, Kishore Kumar

Dekhna Kaise Dara Diya lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Kishore Kumar from Dildaar (1977). The music of Dekhna Kaise Dara Diya Masti track is composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) while the lyrics are penned by Anand Bakshi.

Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Achha arey baba bahadur
Hai kya kehne aapke

bharatlyrics.com

O meri ma mar gayi main
To jo tune gira diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya

Chhod chhad ke gaon ko
Mar mitne ki mauj mein
Arey chhod chhad ke gavo ko
Mar mitne ki mauj mein
Kar dekhe kuchh naujawa
Bharti hoke fauj mein
Maine bhi apna naam
Unme likha diya
Arey re re re ye kya kiya
Mera kya hoga kaise jiungi
Main to mar jaungi ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya

Darke raat ko sapne mein ha
Darke raat ko sapne mein
Maine shor machaya tha
Ma ne puchha kya huya
Kya huya arey kaun
Yaha par aaya tha
Main to nahi aaya tha
Par galti se maine
Tera naam bata diya
Arey re re re ye kya kiya
Ab kya hoga kaise
Hoga kya karege
Arey kaise milenge ha ha
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya
Dekhna kaise dara diya
Dara diya jiya dhadka diya.

Dekhna Kaise Dara Diya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dekhna Kaise Dara Diya is from the Dildaar (1977).

The song Dekhna Kaise Dara Diya was sung by Asha Bhosle and Kishore Kumar.

The lyrics for Dekhna Kaise Dara Diya were written by Anand Bakshi.

The song Dekhna Kaise Dara Diya was released under the Saregama.

The genre of the song Dekhna Kaise Dara Diya is Masti.