Dil Dukhana Chhodiye lyrics, the song is sung by Anup Jalota from Takhai -Yul (1985). The music of Dil Dukhana Chhodiye Ghazal track is composed by Anup Jalota while the lyrics are penned by .
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Aap patthar kyun bane hain
Aap patthar kyun bane hain
Aaina ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Pyaas dharti ki bujhe
Khud se talluk bhi rahe
Pyaas dharti ki bujhe
Khud se talluk bhi rahe
Jab bulandi par pahochiye
Jab bulandi par pahochiye
To ghata ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Baadshahi chahiye
Kurbe illahi chahiye
Baadshahi chahiye
Kurbe illahi chahiye
Dil mein rahiye aur hotho
Dil mein rahiye aur hotho ki
Duaan ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Phool bhi khilate rahe
Ghunche gale milate rahe
Phool bhi khilate rahe
Ghunche gale milate rahe
Baag e hasti ke liye
Baag e hasti ke liye
Moze shabba ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
bharatlyrics.com
Mausam apna pairahan
Badale to hairat kis liye
Mausam apna pairahan
Badale to hairat kis liye
Todiye ehade waffa
Todiye ehade waffa
Aur bewafa ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye
Aap patthar kyun bane hain
Aap patthar kyun bane hain
Aaina ban jaaiye
Dil dukhana chhodiye
Aur dilruba ban jaaiye.