Diwali Ki Raat Piya Ghar Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Diwali Ki Raat Piya Ghar lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Kanchan (1955). Diwali Ki Raat Piya Ghar Sad soundtrack was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish with lyrics written by Rajendra Krishan.

Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain

Jhum jhum kar diye ki bati
Mere dil ko kare ishara
Jhum jhum kar diye ki bati
Mere dil ko kare ishara
Jan gayi mai aane wala
Hai tera sajan pyara
Jan gayi mai aane wala
Hai tera sajan pyara
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain

Jeen galiyo se aaye balmva
Un galiyo mein nain bichhau
Jeen galiyo se aaye balmva
Un galiyo mein nain bichhau
Kadam kadam par aashao
Ke dip jalati jau
Kadam kadam par aashao
Ke dip jalati jau
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain

bharatlyrics.com

Aaj raat aankho aankho me
Kah dungi sab dil ki bate
Aaj raat aankho aankho me
Kah dungi sab dil ki bate
Roz roz kab aati hai ye
Madhur milan ki raate
Roz roz kab aati hai ye
Madhur milan ki raate

Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain
Diwali ki raat piya ghar
Aanewale hain
Sajan ghar aanewale hain
Balam ghar aanewale hain.

Diwali Ki Raat Piya Ghar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Diwali Ki Raat Piya Ghar is from the Kanchan (1955).

The song Diwali Ki Raat Piya Ghar was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).

The music for Diwali Ki Raat Piya Ghar was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish.

The lyrics for Diwali Ki Raat Piya Ghar were written by Rajendra Krishan.

The music director for Diwali Ki Raat Piya Ghar is Bhagatram Batish, Husnlal Batish.

The song Diwali Ki Raat Piya Ghar was released under the Saregama.

The genre of the song Diwali Ki Raat Piya Ghar is Sad.