Diwali Ki Raat Piya Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Diwali Ki Raat Piya lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Amar Kahani (1949). The music of Diwali Ki Raat Piya Happy track is composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

Diwali ki raat piya ghar
Aane wale hai
Sajan ghar aane wale hai
Balam ghar aane wale hai
Diwali ki raat piya ghar
Aane wale hai
Sajan ghar aane wale hai
Balam ghar aane wale hai

Jhoom jhum kar diye ki baati
Mere dil ko kare ishara
Jhoom jhum kar diye ki baati
Mere dil ko kare ishara
Jaan gayi main aane wala
Hai tera saajan pyara
Jaan gayi main aane wala
Hai tera saajan pyara
Diwali ki raat piya ghar
Aane wale hai
Sajan ghar aane wale hai
Balam ghar aane wale hai

Jin galiyon se aaye balamawa
Un galiyon mein nain bichhau
Jin galiyon se aaye balamawa
Un galiyon mein nain bichhau
Kadam kadam par aashao ke
Deep jalati jau
Kadam kadam par aashao ke
Deep jalati jau
Diwali ki raat piya ghar
Aane wale hai
Sajan ghar aane wale hai
Balam ghar aane wale hai

bharatlyrics.com

Aaj raat aankho aankho mein
Kah dungi sab dil ki baate
Aaj raat aankho aankho mein
Kah dungi sab dil ki baate
Roz roz kab aati hai yeh
Madhur milan ki raate
Roz roz kab aati hai yeh
Madhur milan ki raate
Diwali ki raat piya ghar
Aane wale hai
Sajan ghar aane wale hai
Balam ghar aane wale hai
Diwali ki raat piya ghar
Aane wale hai
Sajan ghar aane wale hai
Balam ghar aane wale hai.

Diwali Ki Raat Piya Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Diwali Ki Raat Piya is from the Amar Kahani (1949).

The song Diwali Ki Raat Piya was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).

The music for Diwali Ki Raat Piya was composed by Bhagatram Batish, Husnlal Batish.

The lyrics for Diwali Ki Raat Piya were written by Rajendra Krishan.

The music director for Diwali Ki Raat Piya is Bhagatram Batish, Husnlal Batish.

The song Diwali Ki Raat Piya was released under the Saregama.

The genre of the song Diwali Ki Raat Piya is Happy.