दो दीवाने शहर में (टाइटल ट्रैक) Do Deewane Seher Mein (Title Track) Lyrics - Sonu Nigam, Aishwarya Bhandari

'दो दीवाने शहर में (टाइटल ट्रैक)' | DO DEEWANE SEHER MEIN (TITLE TRACK) LYRICS IN HINDI: The song "Do Deewane Seher Mein (Title Track)" is sung by Sonu Nigam and Aishwarya Bhandari from Siddhant Chaturvedi, Mrunal Thakur, Ila Arun and Joy Sengupta starrer film Do Deewane Seher Mein, directed by Ravi Udyawar. DO DEEWANE SEHER MEIN (TITLE TRACK) song was composed by Shreyas Puranik, with lyrics written by Rakesh Kumar (Kumaar).

दो दीवाने शहर में (टाइटल ट्रैक) Do Deewane Seher Mein (Title Track) Lyrics in Hindi

आसमां से इस जहां से
दो दिलों को लेना है क्या
एक दूजे में कहीं पे
रहने दो ये ढूंढे जगह

ये किनारे छोड़ के सारे
डूबे लहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में

आधे सोए ना जागे रात दिन
ख्वाबों के शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में

भारतलिरिक्स.कॉम

हवा के साथ ये बह रहे हैं राह में
आधे आधे से यहां पूरा होने की चाह में
जिसे मिलकर ये लगे सब कुछ है बस वही
पहला भी है वो वो ही इश्क है आखिरी

हैं मुसाफिर एक दिन आखिर मिलेंगे सफर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
आधे सोए ना जागे रात दिन
ख्वाबों के शहर में है

दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में
दो दो दीवाने श श श शहर में

Do Deewane Seher Mein (Title Track) Lyrics

Aasmaan se is jahaan se
Do dilon ko lena hai kya
Ek dooje mein kahin pe
Rehne do ye dhoondhe jagah

Ye kinaare chhod ke saare
Doobe lehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein

bharatlyrics.com

Aadhe soye na jaage raat din
Khwaabon ke shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein

Hawa ke saath ye beh rahe hain raah mein
Aadhe aadhe se yahaan poora hone ki chaah mein

Jise milkar ye lage sab kuch hai bas wahi
Pehla bhi hai wo, wahi ishq hai aakhri
Hain musaafir ek din aakhir milenge safar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein
Aadhe soye na jaage raat din
Khwaabon ke shehar mein

Do do deewane sh sh sh shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein
Do do deewane sh sh sh shehar mein

Do Deewane Seher Mein (Title Track) Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Do Deewane Seher Mein (Title Track) is from the Do Deewane Seher Mein.

The song Do Deewane Seher Mein (Title Track) was sung by Sonu Nigam and Aishwarya Bhandari.

The music for Do Deewane Seher Mein (Title Track) was composed by Shreyas Puranik.

The lyrics for Do Deewane Seher Mein (Title Track) were written by Rakesh Kumar (Kumaar).

The music director for Do Deewane Seher Mein (Title Track) is Shreyas Puranik.

The song Do Deewane Seher Mein (Title Track) was released under the Saregama Music.

The genre of the song Do Deewane Seher Mein (Title Track) is Playful.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *