Dost Usi Ko Kehte Hain Lyrics - Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan

Dost Usi Ko Kehte Hain lyrics, the song is sung by Kunal Ganjawala, Sunidhi Chauhan from Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai... (2004). The music of Dost Usi Ko Kehte Hain Romantic track is composed by Sandesh Shandilya while the lyrics are penned by Mehboob Alam Kotwal.

Khushi ho tumhari
Nache koi nache koi
Gham ho tumhare
Roye koi roye koi
Dost usi ko kehte hain
Ha dost issi liye hote hain
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain

bharatlyrics.com

Ho unchi nichi raah pe
Saya banke saath chale
Jo uunchi nichi raah pe
Saya banke saath chale
Sachi wafa ke siwa
Dil mein kuch bhi na rakhe
Na koi garj ho usko yaaro
Usko yaaro
Dosti farz ho jiska yaaro
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain

Koi dost chaaho to
Tum khud pehle dost bano
Hamraaj ko chaaho to
Pehle tum hamraaj bano
Iss saare jahan se jo
Pyara laage pyara laage
Apno se bhi jyada jo
Apna laage apna laage
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain

Khushi ho tumhari
Nache koi nache koi
Gham ho tumhare
Roye koi roye koi
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain
Dost usi ko kehte hain
Dost issi liye hote hain.

Dost Usi Ko Kehte Hain Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Dost Usi Ko Kehte Hain is from the Uuf Kya Jaadoo Mohabbat Hai... (2004).

The song Dost Usi Ko Kehte Hain was sung by Kunal Ganjawala and Sunidhi Chauhan.

The music for Dost Usi Ko Kehte Hain was composed by Sandesh Shandilya.

The lyrics for Dost Usi Ko Kehte Hain were written by Mehboob Alam Kotwal.

The music director for Dost Usi Ko Kehte Hain is Sandesh Shandilya.

The song Dost Usi Ko Kehte Hain was released under the Sony Music.

The genre of the song Dost Usi Ko Kehte Hain is Romantic.