Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko Lyrics - Lata Mangeshkar

Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Maalik (1972). The music of Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko Kids, Sad track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Rajendra Krishan.

O rey o mere lal
O rey o mere lal
Duniya ki har
Maa apne bete ko
Lori suna ke sulaye
Duniya ki har
Maa apne bete ko
Lori suna ke sulaye

Ek abhagan mai hi aisi
Jo lori suna ke jagaye
Lori suna ke jagaye
Ho rey o mere lal

bharatlyrics.com

Ye din kab jaye ga
Vo din kab aayega
Mera lal ankhiya kholega
Hoga dunia me shor
Meri mamta ka mor
Angana mere jis din dolega
Ek dukhyari maa,
Ek dukhyari maa
Dekho kab se aankh lagaye
Lori suna ke jagaye
Ho rey o mere lal

Badali chhayi hui,
Ghir ke ayai hui
Kyu na barkha angana barse
God kabse se bhari
Fir bhi mamta bhari
Teri maa ko kahe is ko tarse
Ek majbur maa,
Ek majbur maa
Chain aaye to kaise paye
Lori suna ke jagaye
Duniya ki har
Maa apne bete ko
Lori suna ke sulaye

Ek abhagan mai hi aisi
Jo lori suna ke jagaye
Lori suna ke jagaye
Ho rey o mere lal.

Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko is from the Maalik (1972).

The song Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The lyrics for Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko were written by Rajendra Krishan.

The music director for Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The song Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko was released under the Saregama.

The genre of the song Duniya Ki Har Maa Apne Bete Ko is Kids, Sad.