Duniya Se Ja Raha Hoon lyrics, the song is sung by Talat Mahmood from Lakeeren (1954). Duniya Se Ja Raha Hoon Sad soundtrack was composed by Hafiz Khan with lyrics written by .
Duniya se ja raha hoon
Duniya ke gham utha ke
Duniya se ja raha hoon
Duniya ke gham utha ke
Kaati hai zindagaani
Aansu baha baha ke
Duniya se ja raha hoon
Takraya aandhiyo se
Taakat rahi jaha tak
Rakha tujhe chhupa ke
Aye aarzoo kaha tak
Rakha di shamma teri
Hawake samne
Kaati hai zindagaani
Aansu baha baha ke
Duniya se ja raha hoon
bharatlyrics.com
Duniya bahut buri hai
Duniya mein basne walo
Meri tarah na rona
Kuch der hasne waale
Roya hoon zindagibhar
Ek baar aur muskuraate
Kaati hai zindagaani
Aansu baha baha ke
Duniya se ja raha hoon
Aana hua har dom
Mere liye andhera hai
Dardo ne chaaro teraf se ghera.