Ek Banjara Gaaye Lyrics - Mohammed Rafi

Ek Banjara Gaaye lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Jeene Ki Raah (1969). Ek Banjara Gaaye Dance, Happy soundtrack was composed by Laxmikant Shantaram Kudalkar (Laxmikant Pyarelal), Pyarelal Ramprasad Sharma (Laxmikant Pyarelal) with lyrics written by Anand Bakshi.

Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo
Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo

bharatlyrics.com

Zamaane walo kitaab e gam me
Khushi kaa koi fasana dhundho
Zamaane walo kitaab e gam me
Khushi kaa koi fasana dhundho
Agar jeena hai zamane main
To hasi ka koi bahaana dhoondho
Ho o o o aankho me aansu bhi aae
Wo aakar muskaae
Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo

Sabhi ko dekho nahi hotaa hai
Nasibaa raushan sitaaro jaisaa
Sabhi ko dekho nahi hotaa hai
Nasibaa raushan sitaaro jaisaa
Sayaanaa wo hai jo patajhad me bhi
Sajaa le gulashan bahaaro jaisaa
Ho o o o kaagaz ke phulo ko bhi
Jo mahakaa kar dikhalaae
Ek banjara gaaye
Jivan ke git sunaae
Ham sab jine walo ko
Jine ki raah bataye
Ek banjara gaaye hoo.

Ek Banjara Gaaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ek Banjara Gaaye is from the Jeene Ki Raah (1969).

The song Ek Banjara Gaaye was sung by Mohammed Rafi.

The lyrics for Ek Banjara Gaaye were written by Anand Bakshi.

The song Ek Banjara Gaaye was released under the Saregama.

The genre of the song Ek Banjara Gaaye is Dance, Happy.