Ek Hame Awara Kehna Lyrics - Ustad Ghulam Ali

Ek Hame Awara Kehna lyrics, the song is sung by Ustad Ghulam Ali from Once More (1999). The music of Ek Hame Awara Kehna Ghazal track is composed by Ustad Ghulam Ali while the lyrics are penned by .

Ek hame awara kehna
Koi bada ilzam nahi
Ek hame awara kehna
Koi bada ilzam nahi
Duniya wale dilwalo ko
Aur bahut kuchh kehte hai

Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki
Hame bhi ho gayi aadat fareb khane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki

bharatlyrics.com

Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Main sare shehar mein
Tanha nahi hua ruswa
Saza mili hai tumhe bhi to dil lagane ki
Saza mili hai tumhe bhi to dil lagane ki

Sharab milti hai lekin hamari pyaas se kam
Sharab milti hai lekin hamari pyaas se kam
Ajib rasm hai saaki yaha pilane ki
Ajib rasm hai saaki yaha pilane ki

Nazar bacha ke tumhe dekhta hoon mehfil mein
Nazar bacha ke tumhe dekhta hoon mehfil mein
Nazar lage na kahi tum ko is diwane ki
Nazar lage na kahi tum ko is diwane ki
Hame bhi ho gayi aadat fareb khane ki
Wohi mizaaj wohi chaal hai zamane ki.

Ek Hame Awara Kehna Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ek Hame Awara Kehna is from the Once More (1999).

The song Ek Hame Awara Kehna was sung by Ustad Ghulam Ali.

The music for Ek Hame Awara Kehna was composed by Ustad Ghulam Ali.

The music director for Ek Hame Awara Kehna is Ustad Ghulam Ali.

The song Ek Hame Awara Kehna was released under the Tips Music.

The genre of the song Ek Hame Awara Kehna is Ghazal.