Ek Jarre Ka Sitare Lyrics - Shabbir Kumar

Ek Jarre Ka Sitare lyrics, the song is sung by Shabbir Kumar from Nain Mile Chain Kahan (1986). Ek Jarre Ka Sitare Sad soundtrack was composed by Ajay Swami with lyrics written by Naqsh Lyallpuri.

Ek jarre ka sitare se milan
Ye hakikat hain bura
Lagta hain lagta hain
Ye hakikat hain bura
Lagta hain tum sitara ho
Tum sitara ho sitaro mein raho
Zarra zarro mein bhala
Lagta hain lagta hain
Zarra zarro mein bhala lagta hain

bharatlyrics.com

Pyar ka rog koi kya pa le
Pyar ka rog koi kya pa le
Pyar karte hain barabar wale
Unch aur nich ki
Unch aur nich ki is duniya mein
Sans lena bhi saza
Lagta hain lagta hain
Sans lena bhi saza lagta hain
Ek jarre ka sitare se milan
Ye hakikat hain bura
Lagta hain lagta hain
Ye hakikat hain bura lagta hain

Yu na ghut ghut ke
Sada do mujhko
Yu na ghut ghut ke
Sada do mujhko
Waqt hain ab bhi
Bhula do mujhko
Humko milke bhi
Humko milke bhi zuda rahna hain
Ye mukaddar ka likha
Lagta hain lagta hain
Ye mukaddar ka likha lagta hain
Ek jarre ka sitare se milan
Ye hakikat hain bura
Lagta hain lagta hain
Ye hakikat hain bura lagta hain
Tum sitara ho
Tum sitara ho sitaro mein raho
Zarra zarro mein bhala
Lagta hain lagta hain
Zarra zarro mein bhala lagta hai.

Ek Jarre Ka Sitare Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Ek Jarre Ka Sitare is from the Nain Mile Chain Kahan (1986).

The song Ek Jarre Ka Sitare was sung by Shabbir Kumar.

The music for Ek Jarre Ka Sitare was composed by Ajay Swami.

The lyrics for Ek Jarre Ka Sitare were written by Naqsh Lyallpuri.

The music director for Ek Jarre Ka Sitare is Ajay Swami.

The song Ek Jarre Ka Sitare was released under the Saregama .

The genre of the song Ek Jarre Ka Sitare is Sad.