Ek Musafir Ko Duniya Mein lyrics, the song is sung by Mohammed Rafi from Door Ki Awaaz (1964). The music of Ek Musafir Ko Duniya Mein Happy track is composed by Ravi Shankar Sharma (Ravi) while the lyrics are penned by Shakeel Badayuni.
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Baith jau
Koi baitha koi leta
Magar kadhe hum
Yeh kaisi khudgarzi
Yeh kaisa hai sitam
Koi baitha koi leta
Magar kadhe hum
Yeh kaisi khudgarzi
Yeh kaisa hai sitam
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Saath milkar humne baithna chahiye
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Baith jau
Woh mote lala tune
Kiya hai kaisa chal
Ticket tera single
Magar to double
Woh mote lala tune
Kiya hai kaisa chal
Ticket tera single
Magar to double
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Aise body phir mein phir bhi bada chahiye
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Baith jau
O nakli dadhi wale tu gussa mat kar
Hume bhi jagah dede khuda se zara dar
O nakli dadhi wale tu gussa mat kar
Hume bhi jagah dede khuda se zara dar
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
bharatlyrics.com
Tera phota na pura pata chahiye
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Baith jau
Hum per phi zara kar do
Inayat ki nazar
Khushi se kat jaaye humara bhi safar
Hum per phi zara kar do
Inayat ki nazar
Khushi se kat jaaye humara bhi safar
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Khisak zara pyaare
Saarak zara pyaare
Yun kisika na dil todna chahiye
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Ek musafir ko duniya mein kya chahiye
Sirf thodi si dil mein jagah chahiye
Mene kaha baith jau.