FAREBI LYRICS: Farebi is a Pop song, voiced by Raftaar and Chaar Diwaari from Chaar Diwaari. The song is composed by Chaar Diwaari, with lyrics written by Chaar Diwaari and Raftaar.
Farebi Lyrics
Downtown mein lagi aag
Sabhi bhaage
Building se nikale dhuan
Abe sab jal gaya
bharatlyrics.com
Toh sabhi bhaage
Public mein mache hahakaar
Mujrim pharaar
Gaya woh kahaa pe na jaane
Hai piche-piche police mere
Jaldi-jaldi bhaagta main aage
Basta bachaa ke
Jisme chori ka maal
Kisi ka dil rakha
Khichta hai
Mujhe tujh tak
Jaane kaun farishta
Aa gaya main
Tere ghar par
Dar par dar tha
Bhatakata
Mil gayi hai
Teri bhuri-bhuri dono aakhein aakhon se meri
Ho gaya woh mujhe jiska dar tha
Laila ko lagata hoon
Main farebi
Haan farebi
Kya kahegi
Ye kya meri saari baate hai
Farebi
Main farebi
Jaan lеgi ye
Laila ka lagata hoon main farebi
Haan farebi
Kya kahеgi
Ye kya meri saari baate hai farebi
Main farebi jaan legi ye
Downtain mein lagi aag
Diwaari mera dil le gaya
Apna khanjar maara
Seena mera chheel ke gaya
Meri keel waali heel le gaya
Mujhe lagaa lagi aag
Saala feel le gaya
Meri gali mein
Aata jaata rehta tha tu
Tapri mein ghusa chhupa
Chhatri mein rehta
Phaike khat kare bak
Mujhe katrina kehta tha
Main fuck bhi na deti thi
Tu zakhmi sa baitha tha na
Dalle
Kheechta hai
Nazron se faade husn ka pardaa
Aa ke neeche ghar ke tu dar par
Sar tha pataktaa
Dilagi hai ya dil ki lagi hai
Phat-ti hai meri
Ho gaya woh mujhe jiska dar tha
Laila ko lagata hoon
Main farebi
Haan farebi
Kya kahegi
Ye kya meri saari baate hai
Farebi
Main farebi
Jaan lеgi ye
Laila ka lagata hoon main farebi
Haan farebi
Kya kahеgi
Ye kya meri saari baate hai farebi
Main farebi jaan legi ye
Laila tu na maane
Laila na pehchaane
Laila ko baatein sab
Kyu lagein bahaane
Laila main farebi
Main thag main apraadhi
Maine toh zindagi ye
Bhaag bhaag bitaa di
Laila main na tera
Tu hai na meri
Mujhe bhula dena
Main kahin ka nahi
Laila tu abhi hai
Phir teri saheli
Main thagtaa jagg ko
Mera koi hai apna hi nahi
Main chahta nahi hu tujhe
Meri toh mujh se bhi na bane
Main kha gaya teri khushiyaan
Ab tujhe lage
Main farebi
Haan farebi
Kya kahegi
Ye kya teri saari batein
Hain farebi
Main farebi
Jaan legi ye
Laila ko lagtaa hu
Main farebi
Haan farebi
Kya kahegi
Ye kya meri saari batein hain
Farebi
Main farebi
Jaan legi ye