Gandi Bimari Lyrics - Raga

Gandi Bimari lyrics, the song is sung by Raga from Mirzapur. Gandi Bimari Pop soundtrack was composed by Wamp, Raga with lyrics written by Raga.

Gandi Bimari Lyrics

Ni maanenge
Shuru majboori mein kiye the
Par ab maza aane laga hai

Ni maanenge jab tak chalegi
Nahi marzi humaari
Hum maalik hain
Maarein jab marzi humaari

Kal gaddi ke waaris ko maare the
Thi jiski bhi kal ab woh gaddi humaari
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari

Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humaari
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari

Ee gaddi ki gandi bimaari
Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humaari
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari
Bhaukaal

Kahe the na
Shuru majboori mein kiye the
Par ab maza aane laga bohot humein
Bau humse ab kayede mein baat karo

Kahi de dein chauraaha pe
Maut tumhe
Hum hain hathi aur kutte ye
Bhaunkte rahein
Chale jhaanki toh sadko pe maut phire

Kaali ghaati ke peeche purvanchal
Aur poore purvanchal mein
Humra hi dhaus chale
Ka kha ga gha anga

Arey humse kaun le panga
Fir cha chha ja jha aeiyaan
Ab sabke hamayi bhaiya
Jab bhi dekhein humri shakal

Ye karein ta tha ta tha thaiya
Mathe pe katta lagaake
Laga denge paar tumhri naiya
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari

Ee gaddi ki gandi bimaari
Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humaari
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari

Sher ke muh mein ab khoon lag chuka
Naya sher ye purana wo sher thak chuka
Yahi kaat dein saamne ab sar mat jhuka
Ab bhai mar chuka toh ab bhae mar chuka

Bohot hi barood hai sheher mein barfi ki kami nahi
Humaari kabhi wardi se bani nahi
Haraam gardi ghar pe toh kari ni kabhi
Kabhi par nikle jab ghar se toh thami ni

Kaaleen bicha denge
Khoon se range ye
Paon kaleen pe naachenge
Maaloom nahi kya tumhe
Aye jo chowk pe been baja denge

Saanp ko paalo par hoga zehreela hi
Tera na mera wo kisi ka chela nahi
Upar tak aaye kisi ko dhakela nahi
Poora control yeh koi jhamela nahi

Jo aaya hai
Wo jayega bhi
Par iss baar
Marzi humari hogi

Ni maanenge jab tak chalegi
Nahi marzi humaari
Hum maalik hain
Maarein jab marzi humaari

Kal gaddi ke waaris ko maare the
Thi jiski bhi kal ab woh gaddi humaari
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari

Bharosa ni kisi pe
Aur na kisi na banti humaari
Ee gaddi ki gandi bimaari
Gandi bimaari
Bhaukal

Gandi Bimari Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download