Gori Chali Piya Ke Lyrics - Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali

Gori Chali Piya Ke lyrics, the song is sung by Shamshad Begum, Zohrabai Ambalewali from Shama (1946). The music of Gori Chali Piya Ke Happy track is composed by Ghulam Haider while the lyrics are penned by Shewan Rizvi.

Gori chali piya ke desh
Gori chali piya ke desh
Zara haule haule
Hoye zara dheere dheere
Zara haule haule
Hoye zara dheere dheere
Zara dheere dheere chal
Kahi lag na jaaye thesh
Gori chali piya ke desh

bharatlyrics.com

Ha yaad mein pee ki
Ha ha kho na jana
Aankh mila ke bhul na jana
Aankh mila ke bhul na jana
Aankh mila ke bhul na jana
Suno suno ari dulhaniya
Bhejna pee ke ghar se jake
Bhejna pee ke ghar se jake
Ho gori gori humko koi sandesh
Gori chali piya ke desh
Gori chali piya ke desh

Tirchi nazar se bhola sa dil
Kar ke chala hai prabhu ko manzil
Suno suno ari dulhaniya
Jisse bhi ummid wafa ki
Jisse bhi ummid wafa ki
Wo hi chali badal ke bhesh
Gori chali piya ke desh
Gori chali piya ke desh

Aankhe pukare lab par ha hai
Mar chali yeh mast nigahe
Mar chali yeh mast nigahe
Mar chali yeh mast nigahe
Suno suno aji dulhaniya
Humko chhoda kiske sahare
Humko chhoda kiske sahare
Gori chhod ke apne desh
Gori chali piya ke desh
Gori chali piya ke desh
Zara haule haule
Hoye zara dheere dheere
Zara haule haule
Hoye zara dheere dheere
Zara dheere dheere chal
Kahi lag na jaaye thesh
Gori chali piya ke desh.

Gori Chali Piya Ke Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Gori Chali Piya Ke is from the Shama (1946).

The song Gori Chali Piya Ke was sung by Shamshad Begum and Zohrabai Ambalewali.

The music for Gori Chali Piya Ke was composed by Ghulam Haider.

The lyrics for Gori Chali Piya Ke were written by Shewan Rizvi.

The music director for Gori Chali Piya Ke is Ghulam Haider.

The song Gori Chali Piya Ke was released under the Columbia Records.

The genre of the song Gori Chali Piya Ke is Happy.