Gulshan Pe Hain Bahar Lyrics - Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya)

Gulshan Pe Hain Bahar lyrics, the song is sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya) from Jag Biti (1946). Gulshan Pe Hain Bahar Playful soundtrack was composed by Ghulam Haider with lyrics written by .

Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re

bharatlyrics.com

Beeta jo bachapan to aayi jawaani
Beeta jo bachapan to aayi jawaani
Uski kahani piya tumko sunaani
Uski kahani piya tumko sunaani
Jiya hai beqaraar baate
To ho do-chaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re

Sakhiyon ne daale hai
Ambava pe jhule
Sakhiyon ne daale hai
Ambava pe jhule
Aise samay mein
Saiya tum hamko bhule
Aise samay mein
Saiya tum hamko bhule
Jeevan ke ye din chaar kyun
Jaane de bekaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re

Aankho mein aa ke
Piya dil mein sama ja
Aankho mein aa ke
Piya dil mein sama ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Ujadi huyi tu meri duniya basa ja
Chhedege man ke taar gaayenge
Hum malhaar piya aaja re
Gulshan pe hain bahar koyal
Ki hai pukaar piya aaja re.

Gulshan Pe Hain Bahar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Gulshan Pe Hain Bahar is from the Jag Biti (1946).

The song Gulshan Pe Hain Bahar was sung by Suraiya Jamaal Sheikh (Suraiya).

The music for Gulshan Pe Hain Bahar was composed by Ghulam Haider.

The music director for Gulshan Pe Hain Bahar is Ghulam Haider.

The song Gulshan Pe Hain Bahar was released under the Saregama.

The genre of the song Gulshan Pe Hain Bahar is Playful.