Gungunati Rehti Hoon Lyrics - Palak Muchhal, Yasser Desai

Gungunati Rehti Hoon lyrics, the song is sung by Palak Muchhal, Yasser Desai from Zee Music Originals (2018). The music of Gungunati Rehti Hoon Love track is composed by Jeet Ganguly while the lyrics are penned by Rashmi Virag.

Gungunati rehti hoon
Tera nam aksar
Badalo pe chalti hoon
Tumhe saath lekar
Kisi mode pe milo na tum
Kuch door sang chalo na tum

Aandhiya si chalti hai
Jab tum ho chalte
Bijliyan si garti hai
Jab tum sanwarte
Kisi mode pe milo na tum
Mere sang sang udo na tum

bharatlyrics.com

Ek halka sa nasha
Rehta hai aaj kal
Lala lala lala
Khawabo mein to meri
Chalta hai aaj kal
Lala lala lala
Iss neend se utho na tum
Kisi mode pe milo na tum

Gungunata rehta hoon
Tera naam aksar
Baadalo pe chalta hoon
Tumhe sath lekar
Kisi mode pe milo na tum
Mere sang sang uddo na tum

Jis din tu na dikhe
Main so pata nahi
Lala lala lala
Humko tere bina
Jeena aata nahi
Lala lala lala
Meri dhadkane suno na tum
Mere sang sang uddo na tum

Haan gungunati rehti hoon
Tera naam aqsar
Badalo pe chalti hoon
Tumhe sath lekar
Kisi mod pe milo na tum
Kuch door sang chalo na tum.

Gungunati Rehti Hoon Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Gungunati Rehti Hoon is from the Zee Music Originals (2018).

The song Gungunati Rehti Hoon was sung by Palak Muchhal and Yasser Desai.

The music for Gungunati Rehti Hoon was composed by Jeet Ganguly.

The lyrics for Gungunati Rehti Hoon were written by Rashmi Virag.

The music director for Gungunati Rehti Hoon is Jeet Ganguly.

The song Gungunati Rehti Hoon was released under the Zee Music Company.

The genre of the song Gungunati Rehti Hoon is Love.