Hai Wafaa Kya Na Tum lyrics, the song is sung by Jaswant Singh from Beete Lamhe (2015). Hai Wafaa Kya Na Tum Ghazal soundtrack was composed by Amarjeet Bajwa with lyrics written by .
Hai wafaa kya
Hai wafaa kya na tum batao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
Hai wafaa kya na tum batao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
Ishq hain kya hamein bhi hain maloom
Ishq hain kya hamein bhi hain maloom
Ishq hain kya hamein bhi hain maloom
Yeh sabak tum na ji padhao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
Hai wafaa kya na tum batao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
bharatlyrics.com
Jis taraha se hain humko rehne do
Jis taraha se hain humko rehne do
Jis taraha se hain humko rehne do
Maaf kardo na ab satao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
Hai wafaa kya na tum batao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
Kuch na hoga gila ya ranjh hamein
Kuch na hoga gila ya ranjh hamein
Kuch na hoga gila ya ranjh hamein
Tum jo chaho toh bhul jaao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein
Hai wafaa kya na tum batao hamein
Joothi baatein na ab sunao hamein.