Hamara Kya Hai Hum Tadpe Lyrics - Asha Bhosle, Talat Mahmood

Hamara Kya Hai Hum Tadpe lyrics, the song is sung by Asha Bhosle, Talat Mahmood from Zindagi Ya Toofan (1958). The music of Hamara Kya Hai Hum Tadpe Sad track is composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad) while the lyrics are penned by Nakhshab Jarchavi.

Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye
Bas itna ho hame bhi apne
Dil par ikhtiyar aaye
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye

Bahut aansu hai aankho mein
Bahut se dag hai dil mein
Na ab sawan ki rut aaye
Na ab fasle bahar aaye
Magar tumko karar aaye

bharatlyrics.com

Humi ne bewafai ki
Hami ne ye dua mangi
Hamari bewafai ka na tumko
Etbar aaye
Magar tumko karar aaye
Hamara kya hai hum tadpe
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye

Jaha itna kiya hai
Aap ye bhi karam kar do
Tum apni yaad se kahdo
Na hargiz bar bar aaye
Magar tumko karar aaye
Magar tumko karar aaye.

Hamara Kya Hai Hum Tadpe Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Hamara Kya Hai Hum Tadpe is from the Zindagi Ya Toofan (1958).

The song Hamara Kya Hai Hum Tadpe was sung by Asha Bhosle and Talat Mahmood.

The music for Hamara Kya Hai Hum Tadpe was composed by Shakat Ali Dehlavi (Nashad).

The lyrics for Hamara Kya Hai Hum Tadpe were written by Nakhshab Jarchavi.

The music director for Hamara Kya Hai Hum Tadpe is Shakat Ali Dehlavi (Nashad).

The song Hamara Kya Hai Hum Tadpe was released under the Saregama.

The genre of the song Hamara Kya Hai Hum Tadpe is Sad.