Hamara Yaar Hai Hum Lyrics - Aarti Mukherji, Mohammed Rafi

Hamara Yaar Hai Hum lyrics, the song is sung by Aarti Mukherji, Mohammed Rafi from Neelima (1975). Hamara Yaar Hai Hum Playful soundtrack was composed by Jaikishan Dayabhai Panchal, Shankar Singh Raghuvanshi with lyrics written by Majrooh Sultanpuri.

Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai  meharbani hai
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai

bharatlyrics.com

Ab in aankho ab in
Hotho ki mai pikar
Hoke nashe me chur
Tamana ki nayi duniya
Basayenge chal ke kahi dur
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai

Na kyu chahke na kyu
Bahke ke hum barso
Tarse hai jinke bin
Unhi se ab gale lag le
Ke rut aayi bite zudai ke din
Hamara yaar hai hum
Hai mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai

Khilayenge chaman me hum
Ek aisa gul jo na khila pahle
Ho ke nanha sa koi chanda
Hansega bhi ab apne aanchal tale
Hamara yaar hai hum hai
Mohabbat hai jawani hai
Hamare hal par kitni khuda ki
Meharbani hai meharbani
Hai hamara yaar hai.

Hamara Yaar Hai Hum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download