LYRICS OF HAR SAFAR MEIN HUMSAFAR IN HINDI: 'हर सफ़र में हमसफ़र' The song is sung by Sonu Nigam from Hindi film Kis Kisko Pyaar Karoon 2, directed by Anukalp Goswami. The film stars Kapil Sharma, Ravi Kishan, Triptii Dimri and Shanaya Kapoor in lead role. "HAR SAFAR MEIN HUMSAFAR" is a Love song, composed by Parik (Parikshit Sharma) and Nishadh, with lyrics written by Vimal Kashyap.
हर सफ़र में हमसफ़र Har Safar Mein Humsafar Lyrics in Hindi
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए
आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
तेरी धड़कन में मुझको घर चाहिए
मन्नतों में तू उम्र भर चाहिए
छीन लूँ तुझको दुनिया से मैं
माँग लूँ रब से यारा तुझे
होने दूँ ना कभी मैं जुदा तुझे
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए
आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
भारतलिरिक्स.कॉम
सौदा ये दिल का दिल से
हमने कर लिया
तुझे पाके दूर सबसे
ख़ुद को कर लिया
चाहे नुक़सान हो या हो नफ़ा
करना था जो हमने कर लिया
ना किसी की करूँ परवाह मैं
बहता रहूँ तेरी हवाओं में
तू ही हर पल मेरी दुआओं में
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
तुझसे है इश्क़ मुझको बेपनाह
हर सफ़र में तू हमसफ़र चाहिए
आँखें मेरी तेरी नज़र चाहिए
Har Safar Mein Humsafar Lyrics
Har safar mein tu humsafar chahiye
Aankhein meri teri nazar chahiye
Teri dhadkan mein mujhko ghar chahiye
Mannaton mein tu umra bhar chahiye
bharatlyrics.com
Chheen loon tujhko duniyan se main
Maang loon rab se yaara tujhe
Hone doon na kabhi main judaa tujhe
Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Har safar mein tu humsafar chahiye
Aankhein meri teri nazar chahiye
Sauda ye dil ka dil se
Humne kar liya
Tujhe paake door sabse
Khudko kar liya
Chahe nuksaan ho ya ho nafaa
Karna thha jo humne kar liya
Na kisi ki karoon parwaah main
Behta rahun teri hawaaon mein
Tu hi har pal meri duaaon mein
Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Tujhse hai ishq mujhko bepanah
Har safar mein tu humsafar chahiye
Aankhein meri teri nazar chahiye
