Har Taraf Andhera Hai Lyrics - Nitin Raikwar

Har Taraf Andhera Hai lyrics, the song is sung by Nitin Raikwar from Dansh (2005). The music of Har Taraf Andhera Hai Sensual track is composed by Fazal Qureshi while the lyrics are penned by .

Har taraf andhera hai
Dur kyun savera hai
Har taraf andhera hai
Dur kyun savera hai
Sehame sehame manjar
Hai suni suni raahein hai
Sehame sehame manjar
Hai suni suni raahein hai
Darr rahe hain bachche kyun
Kyun udaas maaye hain

Har khushi ke aangan
Mein dard ka basera hai
Har khushi ke aangan
Mein dard ka basera hai
Har taraf andhera hai
Dur kyun savera hai
Sehame sehame manjar hai

bharatlyrics.com

Kya huwa hai basti ko
Kaisi yeh udaasi hai
Kya huwa hai basti ko
Kaisi yeh udaasi hai
Jindagi khud apane hi
Khun ki pyaasi hai
Khun ki pyaasi hai
Beasar duwaayein hai
Waqt koka pehara hai
Beasar duwaayein hai
Waqtkoka pehara hai
Har taraf andhera hai
Dur kyun savera hai
Sehame sehame manjar hai

Sehame sehame manjar
Hai suni suni raahein hai
Darr rahe hain bachche
Kyun kyun udaas maaye hain.

Har Taraf Andhera Hai Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Har Taraf Andhera Hai is from the Dansh (2005).

The song Har Taraf Andhera Hai was sung by Nitin Raikwar.

The music for Har Taraf Andhera Hai was composed by Fazal Qureshi.

The music director for Har Taraf Andhera Hai is Fazal Qureshi.

The song Har Taraf Andhera Hai was released under the Saregama.

The genre of the song Har Taraf Andhera Hai is Sensual.