Has Tu Hardum Lyrics - Lata Mangeshkar

Has Tu Hardum lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Lootmaar (1980). Has Tu Hardum Happy soundtrack was composed by Rajesh Roshan with lyrics written by Amit Khanna.

Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Kisi se darna nahi
Dar dar ke jina nahi
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Kisi se darna nahi
Dar dar ke jina nahi
Kisi se darna nahi
Dar dar ke jina nahi
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Kisi se darna nahi
Dar dar ke jina nahi
Hans tu hardam
Khushiya ya gham

bharatlyrics.com

Ji ye kaisa darna hai
Hans kar use
Mar bhagayenge
Bhagwan ne
Dip jo jalaye hai
Wo dip nahi bhuj payenge
Himmat walo se
Kabhi takraya na kare
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Kisi se darna nahi
Dar dar ke jina nahi
Hans tu hardam
Khushiya ya gham

Jisko khuda ka khof nahi
Insan nahi saitan hai wo
Jannat usiko milti hai
Insaf ke liye kurbanho jo
Masumo ko tum
Kabhi uksaya na karo
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Kisi se darna nahi
Dar dar ke jina nahi
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Hans tu hardam
Khushiya ya gham
Hans tu hardam
Khushiya ya gham.

Has Tu Hardum Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Has Tu Hardum is from the Lootmaar (1980).

The song Has Tu Hardum was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Has Tu Hardum was composed by Rajesh Roshan.

The lyrics for Has Tu Hardum were written by Amit Khanna.

The music director for Has Tu Hardum is Rajesh Roshan.

The song Has Tu Hardum was released under the Saregama.

The genre of the song Has Tu Hardum is Happy.