Hum Bhool Gaye Lyrics - Lata Mangeshkar

Hum Bhool Gaye lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar from Souten Ki Beti (1989). The music of Hum Bhool Gaye Sad track is composed by Vedpal Verma while the lyrics are penned by Saawan Kumar Tak.

Hum bhul gaye re har baat
Magar tera pyaar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat
Magar tera pyaar nahi bhule
Kya Kya hua dil ke saath
Kya Kya hua dil ke saath
Magar tera pyaar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat
Magar tera pyaar nahi bhule

Duniya se shikaayat kya karte
Jab tune hame samjha hi nahi
Duniya se shikaayat kya karte
Jab tune hame samjha hi nahi
Gairo ko bhala kya samajhaate
Jab apano ne samajha hii nahi
Tune chhod diya re mera haath
Tune chhod diya re mera haath
Magar tera pyaar nahi bhule
Kya Kya hua dil ke saath
Kya Kya hua dil ke saath
Magar tera pyaar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat
Magar tera pyaar nahi bhule

bharatlyrics.com

Kasme kha kar waade tode
Hum phir bhi tujhe na bhul sake
Kasme kha kar waade tode
Hum phir bhi tujhe na bhul sake
Jhoole to pade baghon men
Magar hum bin tere na jhool sake
Saawan men jale re din raat
Magar tera pyaar nahi bhule
Kya Kya hua dil ke sath
Kya Kya hua dil ke sath
Magar tera pyar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat
Magar tera pyaar nahi bhule
Hum bhul gaye re har baat
Magar tera pyaar nahi bhule.

Hum Bhool Gaye Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Hum Bhool Gaye is from the Souten Ki Beti (1989).

The song Hum Bhool Gaye was sung by Lata Mangeshkar.

The music for Hum Bhool Gaye was composed by Vedpal Verma.

The lyrics for Hum Bhool Gaye were written by Saawan Kumar Tak.

The music director for Hum Bhool Gaye is Vedpal Verma.

The song Hum Bhool Gaye was released under the T-Series.

The genre of the song Hum Bhool Gaye is Sad.

Leave a Reply

Your email address will not be published. Required fields are marked *