Humko Hone Laga Hai Pyar Lyrics - Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi

Humko Hone Laga Hai Pyar lyrics, the song is sung by Lata Mangeshkar, Mohammed Rafi from Dil Ne Pukara (1967). The music of Humko Hone Laga Hai Pyar Love track is composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah while the lyrics are penned by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

Hamko hone laga hai pyar tumpe
Hamko hone laga hai pyar tumpe
Ooi amma ooi amma ooi amma ooi amma
Dil ko aane laga karar tumse
Dil ko aane laga karar tumse
Priyatma priyatma priyatma priyatma

Hue jate hai hum to diwane
Ho chede aankho ne teri afsane
Hue jate hai hum to diwane
Ho chede aankho ne teri afsane
Kiya jadu ye teri ada ne wafa ne
Bhawre bhi ban gaye parwane
Mere dil ne pukara
Mere dil ne pukara
Kya kya kya
Hamko hone laga hai pyar tumpe
Ooi amma ooi amma ooi amma ooi amma

bharatlyrics.com

Apne kadmo ko bosa hi dede
Ham kab se baithe hai teri raho me
Apne kadmo ko bosa hi dede
Ham kab se baithe hai teri raho me
Kahu kaise machalne laga hai
Ye dil bhi aane ko teri baho me
Mere dil ne pukara
Mere dil ne pukara kya kya kya
Dil ko aane laga karar tumse
Priyatma priyatma priyatma priyatma

Tanhayi jab dil me ghir aaye
Tab jana hum bhi hai tere saudai
Tanhayi jab dil me ghir aaye
Tab jana hum bhi hai tere saudai
Hum tumse tum humse ho raji
To bolo ab bajegi kab sahnayi
Mere dil ne pukara
Mere dil ne pukara kya kya kya
Kya kya kya
Hamko hone laga hai pyar tumpe
Ooi amma ooi amma ooi amma ooi amma
Dil ko aane laga karar tumse
Priyatma priyatma priyatma priyatma.

Humko Hone Laga Hai Pyar Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song Humko Hone Laga Hai Pyar is from the Dil Ne Pukara (1967).

The song Humko Hone Laga Hai Pyar was sung by Lata Mangeshkar and Mohammed Rafi.

The music for Humko Hone Laga Hai Pyar was composed by Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The lyrics for Humko Hone Laga Hai Pyar were written by Indeevar (Shyamalal Babu Rai).

The music director for Humko Hone Laga Hai Pyar is Anandji Virji Shah, Kalyanji Virji Shah.

The song Humko Hone Laga Hai Pyar was released under the Saregama.

The genre of the song Humko Hone Laga Hai Pyar is Love.