In Ashqon Ko Lyrics - Jagjit Singh

In Ashqon Ko lyrics, the song is sung by Jagjit Singh from Forget Me Not (2002). The music of In Ashqon Ko Ghazal track is composed by Deepak Pandit while the lyrics are penned by .

In ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai
In ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai
Tan man mein jo aag lagade
Tan man mein jo aag lagade
Ye to aisa pani hai
In ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai

Kaise tum se ishq hua tha kya kya hum par beeti hai
Kaise tum se ishq hua tha kya kya hum par beeti hai
Sun lo to sacha afsana warna ek khani hai
Tan man mein jo aag lagade
Ye to aisa pani hai
In ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai

bharatlyrics.com

Shaekh-o-brhaman, jahid-o-waiz piri mein ye kya jane
Shaekh-o-brhaman, jahid-o-waiz piri mein ye kya jane
Bhul bhi ho jati hai is mein iska naam jawani hai
Tan man mein jo aag lagade
Ye to aisa pani hai
In ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai

Dukh shukh sehana aur khush rehana
Ishq me lazami hai ye sehar
Dukh shukh sehana aur khush rehana
Ishq me lazami hai ye sehar
Dilwale to mat ghabrao ye to reet purani hai
Tan man mein jo aag lagade
Ye to aisa pani hai
In ashako ko pani kehna bhul nahi nadani hai.

In Ashqon Ko Lyrics PDF Download
Print Print PDF     Pdf PDF Download

FAQs

The song In Ashqon Ko is from the Forget Me Not (2002).

The song In Ashqon Ko was sung by Jagjit Singh.

The music for In Ashqon Ko was composed by Deepak Pandit.

The music director for In Ashqon Ko is Deepak Pandit.

The song In Ashqon Ko was released under the T-Series.

The genre of the song In Ashqon Ko is Ghazal.